How to make $700 per month easily with Infolinks - Infolinks Ke Jariye Mahine ke 30000 Se 40000 Rupaye kamana Koi Baadi bat Hai Nhi Yeh Bahot asan hai agar aapk Ek blogger hai to aap Besahk Is Adnetwork ko Istamal kar sakte ho apne Website ya phir Blogs par Ads Ko implement karne ke liye.
Infolink Ko Basically Adsense ke Alternative ke taur par Istamal kiya jyata hai agar Kisi Karan wash aapko Adsense ke Publisher Account ka Approval nhi milta toh aap Infolink Ad-network ka Istamal kar sakte hai.
Ad Formats
- In-Text
- Infold
- In frame
- In Tag
- In Article
Infolinks ke ad formats Aur ye Kaise Kaam Karte hai
Basically Info-link Dwara Upardiye 5 Ad Formats ke Jariye Adsko Dikhaya Jyata hai.
In Frame Ad’s aapke Website ke Right Aur Left Side me Dikhai jyaati hai. Aap ke Website par agar Right aur Left me Kuch Space bacha huwa hai tohi aap In Frame Ads ka Istamal kare Warna Aapko In frame Ads ka istamal nhi karna chahiye.
In Article Ads Aapke Website ke Articles ke Bich me Show hote hai. Kabhi kabhi yeh Affiliate links ke Format me Show Hoti hai to kabhi kabhi yh Display ads ke Format me. Yeh Depend karta hai aapke Website par aane wale User ke Intrest ke Upar.
In tag Ads – Kuch Special Tags par ye Ads Show hoti hai. Aap ise apne Article ke Footer me aur Header me laga sakte hai.
In Text Ads Intext Ad Format me Infolink Aapke Website ke Article ke Andar moujuda Words Ko hi ek Link me Convert kardeta hai.
Waise Kuch Khass Requirement nhi hai Infolinks ke Publisher Account ka Approval lene ke liye Koi bhi Infolink ka Approval le sakta hai aapko bas 2 Common Chijon ki jarurat hogi.
- Ek Blog – ads Ko Dikhane ke liye
- Thodi bahot User Traffic – Infolink se paise kamane ke liye
Infolinks kaise paise kamaye
Infolink ke Publisher Account ke Liye Waise toh Koi Special Requirement nhi hai lekin agar aap Infolink ke Jariye mahineke kam se kam 30000 Hajar se 40000 Hajar Rupaye Kamana Chahte hai To aapko Niche Diye Gaye Points Ko Follow karnahi hoga.
- Aapke Website Se aapko Revenue Generate ho sake iske liye aapko Apne Website par Traffic ko lana hoga. Aap kahan se Aur Kis tarah se Apni Website Par Traffic late hai ye Matter nhi karta.
- Ek point toh Clear hai Aap koi bhi Ad network Istamal karo Agar aapke Website par Traffic hai tohi aap usse Paise kama payoge Warna nhi.
- Aap apne Website par Traffic Lane ke Liye Social media network ka Istamal kar sakte hai jaise.
- Bloglovin
- Quora
Payment Options
Infolinks Apne Users ke Liye Different Payment Options ka istamal karta hai User apni Suvidha Nusar kisi bhi Payment Option ka Istamal kar sakta hai.
- Paypal - $50
- Payoneer - $50
- Wire transfer - $100
- Western union - $100
Aako Hamara Yh Article Kaisa Laga Aap hame Commnet karke bata sakte hai sath hi apne Sujhav Bhi de sakte hai taki ham apni Website ko aur Behtar bana sake.
Subscribe Our Newsletter