Dosto Tally With GST Ke Is अध्याय Me Hum Janenge Tally Me Voucher Entry Kese Kare Jo Ki Tally Me Sabse Most Important H Dosto Yadi Aapko Tally Me Voucher Entry Nahi Karni Aati H To Aap Tally Ka Use Nahi Kr Skte.Dosto Tally Me Entry Karne Ke Liye Alag AlagTypes Ke Voucher Hote H Jese Contra Voucher ,Receipt Voucher,Payment Voucher,Journal Voucher,Sales Voucher,Purchase Voucher Etc.
Dosto Tally Me Wese To Aur Bhi Bahut Se Type Ke Voucher Hote H Lekin Mostelly Hum Inhi Voucher Ka Use Karte H Kyo Ki Karib Karib Companys Ka Work Inhi Voucher Me Ho Jata H.
Dosto Tally Me Voucher Entry Krne Se Phle Hume Yeh Jaan Lena Chahiye Ki Tally Me Voucher Hote Kya H To Aaiye Jaante H Ki Voucher Kya Hote H.
Voucher Kya Hota H Aaiye Jaante H.
Voucher Ek दस्तावेज Hota H Jisme Company Ke Saare Data Ka विवरण Hota H Voucher Ke द्वारा Hi Hum Tally Me Data Enter Kr Sakte H Manual Entry Me Voucher Ko Journal Bhi Kahte H.
To Aaiye Dosto Ab Hum Jaante H Ki Tally Me Kon Konse Voucher Hote H Aur Who Kis Kaam Aate H Aur Unme Entry Kese Krte H.
Tally.ERP9 Me Godown kya h aur kese banaye
⚫ Tally Me Contra Entry Kese Kare Aaiye Jaante Hai.
1.Contra Voucher – Is Voucher Me Only Bank Aur Cash Se Releted Entry Kr Sakte H Example Ke Liye Maan Lijiye Aapne Bank Me Cash Ya Cheque Deposite Krwaya Ya Cash Nikala H To Contra Voucher Me Entry Karenge Yadi Aap Ek Bank Se Kisi Dusri Bank Me Balance Transfer Krte Ho To B Contra VoucherVoucher Me Hi Entry Karenge .
Question. Cash Deposite In Bank 1000 Rupee ?
Entry- Bank A/C Dr. 1000
To Cash 1000
⚫ Tally Me Payment Entry Kese Kare Aaiye Jaante Hai.
2.Payment Voucher –Is Voucher Me Only For Payment Se Releated Entry Hi Ki Jati H Jese Aapne Kisi Ko Salary Pay Ki Ho Ya Fir Koi Rent Paid Kiya Ho To Is Voucher Me Entry Karenge .
Some Examples Of Payment Entry-
Question. Rent Paid For 10000 Rupee
Entry- Rent A/C Dr 10000
To Cash 10000
Note: Ydi Aapne Rent Bank Se Diposit krwaya H To (To Cash) ki Jagah To Bank Jis Bank Se Diposit kiya h uska name denge.
⚫ Tally Me Receipt Entry Kese Kare Aaiye Jaante Hai.
⚫ Tally Me Receipt Entry Kese Kare Aaiye Jaante Hai.
3.Receipt- Is Voucher Me Only For Business Me Hone Wali Income Se Releated Entry Ki Jaati H Jese Aapko Isi Commission Received Huwa Ho To Aap Entry Receipt Voucher Me Karenge.
Some Examples Of Receipt Entry-
Question. Commission Received 1000 Rupee.
Entry – Cash A/C Dr. 1000
To Commission Received 1000
⚫ Tally Me Journal Entry Kese Kare Aaiye Jaante Hai.
4.Journal Voucher -Dosto Yeh Voucher Thoda Alag Type Ka Is Nvoucher Me Entry Hum Tab Karenge Jab Upper Diye Gye Teeno Vouchers Me Se Koi Bhi Transition Na Ho Rha Ho Jese Maan Lo Ki Aapko Kisi Employee Ki Advance Salary Lagani H To Hum Is Voucher Me Entry Karenge Jese.
Some Example Of Journal Entry-
Question. Adwanse Salary 10000 Rupee Due On 31 March From Zakir Khan
Entry- Salary A/C Dr. 10000
To Salary To Zakir Khan 10000
⚫ Tally Me Purchase Entry Kese Kare Aaiye Jaante Hai.
Purchase Voucher – Jab Hum Koi Bhi Trading Business Krte H To Usme Stock Ki Purchasing Jarur Krte H To Is Voucher Me Purchase Kiye Gaye Stock Ki Entry Karenge Jese.
Some Example Of Purchase Entry-
Question. Computer Purchase By Cash 10000
Entry – Purchase A/C Dr. 10000
To Cash 10000
⚫ Tally Me Sales Entry Kese Kare Aaiye Jaante Hai.
Sales Voucher – Jab Purchase Kiye Gaye Stock Ko Hum Waps Sale Krte H To Uski Entry Hum Sales Voucher Me Krte H Jese .
Some Example Of Sales Entry-
Question . Sold Computer By Cash 12000 Rupees
Entry – Cash A/C Dr. 12000
To Sales A/C 12000
⚫ Tally Me Credit Note Entry Kese Kare Aaiye Jaante Hai.
Dosto Tally Me Credit Note Voucher Me Entry Krne Se Pahle Hum Yeh Jaan Lete Hai Ki Credit Note Hota Kya Hai Aur Credit Note Voucher Me Entry Kyo Ki Jati Hai To Aaiye Jaante Hai..
1.Credit Note Kya Hota Hai Aur Credit Note Voucher Me Entry Kese Kare - Dosto Jab Kisi Party ko Sale kiya Hua Maal Return Aa Jata h to Use Sales Return Kahte Hai Aur Us Sales Return Ki Entry Hum Jis Voucher Me Krte Hai Us Voucher Ko hi Credit Note Kahte hai Tally Me Credit Note Voucher Me Jaane Ke liye Keyboard Se CTRL+F8 Key Press Kare.
Note: Sales Return Ki Entry Krte Waqt Hume Sales Return Name Se Ek Ladger Create Karna hoga Jo Under Sales Ke Banega Dosto Agar Aapko Tally Me Ladger Create Nahi Karne Aate Hai To Aap Hamari Yeh Post Jarur Read Kare Tally.ERP9 me ledger aur voucher kese banaye
⚫ Tally Me Debit Note Entry Kese Kare Aaiye Jaante Hai.
Dosto Tally Me Debit Note Voucher Me Entry Krne Se Pahle Hum Yeh Jaan Lete Hai Ki Debit Note Hota Kya Hai Aur Debit Note Voucher Me Entry Kyo Ki Jati Hai To Aaiye Jaante Hai..
Dosto Tally Me Credit Note Voucher Me Entry Krne Se Pahle Hum Yeh Jaan Lete Hai Ki Credit Note Hota Kya Hai Aur Credit Note Voucher Me Entry Kyo Ki Jati Hai To Aaiye Jaante Hai..
1.Credit Note Kya Hota Hai Aur Credit Note Voucher Me Entry Kese Kare - Dosto Jab Kisi Party ko Sale kiya Hua Maal Return Aa Jata h to Use Sales Return Kahte Hai Aur Us Sales Return Ki Entry Hum Jis Voucher Me Krte Hai Us Voucher Ko hi Credit Note Kahte hai Tally Me Credit Note Voucher Me Jaane Ke liye Keyboard Se CTRL+F8 Key Press Kare.
Note: Sales Return Ki Entry Krte Waqt Hume Sales Return Name Se Ek Ladger Create Karna hoga Jo Under Sales Ke Banega Dosto Agar Aapko Tally Me Ladger Create Nahi Karne Aate Hai To Aap Hamari Yeh Post Jarur Read Kare Tally.ERP9 me ledger aur voucher kese banaye
⚫ Tally Me Debit Note Entry Kese Kare Aaiye Jaante Hai.
Dosto Tally Me Debit Note Voucher Me Entry Krne Se Pahle Hum Yeh Jaan Lete Hai Ki Debit Note Hota Kya Hai Aur Debit Note Voucher Me Entry Kyo Ki Jati Hai To Aaiye Jaante Hai..
1.Debit Note Kya Hota Hai Aur Debit Note Voucher Me Entry Kese Kare - Dosto Jab Kisi Party Se Purchase Kiya Hua Maal Return REturn Krte h to Use Purchase Return Kahte Hai Aur Us Purchase Return Ki Entry Hum Jis Voucher Me Krte Hai Us Voucher Ko hi Debit Note Kahte hai Tally Me Debit Note Voucher Me Jaane Ke liye Keyboard Se CTRL+F9 Key Press Kare.
Note: Purchase Return Ki Entry Krte Waqt Hume Purchase Return Name Se Ek Ladger Create Karna hoga Jo Under Purchase Ke Banega
Exercise – 1: Sn. Date Voucher Type Perticular Debit Credit Narration
SR.No. | Date | Voucher Types | Dr. Amount | Cr. Amount |
1. | 01-04-2014 | F6 Receipts | Cash A/c 1,00,000 | Capital A/c 1,00,000 |
2. | 01-04-2014 | F7 Journal | Vehicle A/c 50,000 | Capital A/c 50,000 |
3. | 01-04-2014 | F7 Journal | Furniture A/c 30,000 | . Capital A/c 30,000 |
4. | 10-04-2014 | Bank of India 5000 | Cash A/c 5000 | |
5. | 21-04-2014 | F9Purchase | Purchase A/c 70000 | Cash A/c70000 |
6. | 26-04-2014 | F8 Sales | Cash A/c 35000 | Sales A/c 35000 |
7. | 12-05-2014 | F8 Sales | Bank of India A/c 8000 | . Sales A/c 8000 |
8. | 18-05-2014 | F5 Payment | Telephone Bill 1000 | Bank of India A/c 1000 |
9. | 21-05-2014 | F6 Receipt | Cash A/c 2500 | . Commission A/c 2500 |
10. | 2-06-2014 | F9 Purchase | Purchase A/c 10000 | Himanshu A/c 10000 |
11. | 15-06-2014 | Ctrl + F9 Debit Note | Sun Mirosystem A/c 2000 | . Purchase Return A/c 2000 |
12. | 17-06-2014 | F5 Payment | . Salary A/c 2000 | Cash A/c 2000 |
13. | 20-06-2014 | F6 Receipt | Cash A/c 20000 | Janta Bank A/c 20000 |
14. | 22-06-2014 | F5 Payment | Advertisement A/c 5000 | . Cash A/c 5000 |
15. | 06-07-2014 | F5 Payment | Office Rent A/c 2000 | . Bank of India 2000 |
16. | 11-07-2014 | F8 Sales | Dhiraj A/c 6000 | Sales A/c 6000 |
17. | 13-07-2014 | Ctrl +F8 Credit Note | Sales Return A/c 1000 | Dhiraj A/c 1000 |
18. | 18-07-2014 | F5 Payment | Electricity Bill A/c 3000 | Cash A/c 3000 |
19. | 23-07-2014 | Cash A/c 2000 | Bank of India 2000 | |
20. | 25-07-2014 | F7 Journal | Vehical Depriciation A/c 1000 | Vehical A/c 1000 |
Dosto Yeh To Thi Hamari Voucher Entry Ki Basic Post Jisme Humne Aapko Sirf Voucher Entry Krne Ka Simple Trika Bataya Aage Ki Posto Me Hum Aapko Her Ek Voucher Entry Ke Bare Me Full Detail Wise Batayenge.
Aur Ha Dosto Aapko Tally Ke Bare Me Kuch B Puchana Ho To Aap Hume Comment Me Puch Sakte Ho Hum Aapki Turant Help Karenge.
Thanks Friends, Visite Again.
हम वाउचर एंट्री के माध्यम से किसी ट्रांजेक्शन को रिकॉर्ड करते हैं।
Gateway of tally→ Accounting Vouchers
यहाँ से आपको वाउचर को सेलेक्ट करना होगा
यहाँ पर आपको कॅश को डेबिट करना है और कैपिटल को क्रेडिट करना है
इसी प्रकार से आप सभी एंट्री को कर सकते हो
Tags Tally
Subscribe Our Newsletter